Janamdin Shayari Birthday Shayari SMS

Janamdin Shayari Birthday Shayari SMS 2





Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga,

Aapke har kadam par duniya ka salam hoga,

Himmat se mushkilon ka samana karna hamari dua hai,

Ki waqt bhi ek din aapka gulam hoga. Happy Birthday





Har din se pyaara lagta hai hamein yeh khaas din

Jisse bitasna nahin chaahte hum aap bin

Vaise toh dil deta hai sadaa hi Dua aapko

Phir bhi kehte hai mubarak ho aapko yeh janamdin





Khushi se beete har din

Har raat suhani raat ho.

Jis taraf apke kadam pade

Vahan phulo ki barsat ho.





Bahut door hai tumse, par dil tumahre pass hai.


Jism pada hai yaha, par rooh tumahre pass hai.

Janamdin hai tumhara, par jashan humare pass hai.

Juda hai ek-dusre se hum,

par fir bhi tum humare pass ho aur hum tumhare pass hai.





Dekho humare bina bhi kitni sazi hai aaj ye mehfil

Humein bhula ke apna janmdin mana rahein hai sangdil

Jinhe humare bina adhuri si lagti thi har ek cheez

Aaj cake kaat rahein hai aise, jaise ho wo mera dil





Tohfa-e-dil de doon ya de doon chand tare

Janam din pe tujhe kya doon ye poche mujh se sare

Zindgi tere naam kar doon bhi to kam hahi

Daaman mein bhar doon har pal khushi ko main tumhre





Deepak me noor Na hota,

Tanha Dil itna majbur na hota,

Hum aapko khud B’day wish karne aate,

Yadi aapka aasiyana itni dur na hota





Hamari to duaa hai, koi gila nahi


Wo gulaab jo aaj tak khila nahi

Aaj ke din aapko wo sab kuch mile

Jo aaj tak kisi ko kabhi mila nahi





Ab Apka janam hua

Baadal fata

Adbhut roshni huyi

Angles khud sab k saamne

prakat hue aur bole -

Sorry 4 da mistake!

Kindly adjust plz..!

Happy Birthday!







Khuda kaise karoon shukriya iss din ke liye
Jis duniye tumhe dharti pe bheja hamare liye
Naa jaane kyon main intezaar kar raha tha
Shayad janmdin hai tumhara iss liye
Meri har ek dua hai teri lambi umr ke liye
Dil khud jaanta hai tu na ho dhadkega kis k liye




Aa teri Umar mein likh du chand sitaaro se
Tera janam din mein manau phoalo se bahaaro se
har ek khubsurti duniya se mein le aau
Sajaau yeh mehfil mein har haseen nazaaro se






Hum aapke janamdin par dete hain yeh dua
Hum aur tum milkar, honge kabhi na juda
Jivan bhar sath denge apna he ye vaada
Tuj par apni jaan bhi denge, apna he ye irada
Janam Din Mubarak Ho



0 comments: