Janamdin Shayari Birthday Shayari SMS 3

Janamdin Shayari Birthday Shayari SMS




Phoolon ki sugandh se sugandhit ho jeevan tumhara
Taron ki chamak se sammilit ho jeevan tumhara
Umr aapki ho suraj jaisi
Yaad rakhe jise hamesha duniya
Janmdin mein aap mehfil sajayein aap aisi
Subh din ye aaye aapke jevan mein hazaar baar
Aur hum aapko Janmdin Mubarak kehte rahein har baar..







Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga,
aapke har kadam par duniya ka salam hoga,
Himat se mushkilon ka samana karna hamari dua hai ki waqt
bhi ek din aapka gulam hoga. Happy Birthday






Zaroor tumko kisine dil se pukara hoga,
Ek baar to chand ne bhi tumko nihara hoga,
Mayus hue honge sitare bhi us din,
khuda ne jab Zamin par tumko utara hoga.








Tere jaise dost dunia mein hote hai bahot few
Chhote se mere iss dil mein only hai tu
Jeeta rahe jo saalo saal jo ped woh tu
Yeh khuda se dua hai meri only for you
Happy Birthday once again to you
Yeh special message hai just for you






Yeh din yeh mahina yeh tarikh jab jab aayi
Hum ne kitne pyar se janam din ki mehfiley sajaayi
Har shamaa par naam likh diya dosti ka
Iss ki roshni mein chand jaisi teri surat hai samaayi






Khuda kaise karoon shukriya iss din ke liye
Jis duniye tumhe dharti pe bheja hamare liye
Naa jaane kyon main intezaar kar raha tha
Shayad janmdin hai tumhara iss liye
Meri har ek dua hai teri lambi umr ke liye
Dil khud jaanta hai tu na ho dhadkega kis k liye





Agar yaad tumko na rahe apna janmdin
Check karte rahna yunhi apne mobile ke inbox hardin
Main kabhi na bhulonga apne yaar ka janmdin
Chahe woh ho mera akhri din
Aapko jaroor mera yeh msg. milega
Jispe likha hoga mubarak ho aapko aapka jamdin







Khuda kaise karoon shukriya iss din ke liye
Jis duniye tumhe dharti pe bheja hamare liye
Naa jaane kyon main intezaar kar raha tha
Shayad janmdin hai tumhara iss liye
Meri har ek dua hai teri lambi umr ke liye
Dil khud jaanta hai tu na ho dhadkega kis k liye








Aa teri Umar mein likh du chand sitaaro se
Tera janam din mein manau phoalo se bahaaro se
har ek khubsurti duniya se mein le aau
Sajaau yeh mehfil mein har haseen nazaaro se








Tohfa-e-dil de du ya de du chand taare
Janam din pe tujhe kya du yeh puche mujh se saare
Zindagi tere naam kar du bhi toh kam hai
Daaman mein bhar du har pal khushi ka mein tumhare








Hum aapke janamdin par dete hain yeh dua
Hum aur tum milkar, honge kabhi na juda
Jivan bhar sath denge apna he ye vaada
Tuj par apni jaan bhi denge, apna he ye irada





Sajti rahe Khushiyon ki Mehfil, Har Khushi suhani rahe,
aap Jindgi mein itne Khush rahe, ki har Khushi aapki Diwani rahe.
*Happy Birth Day*


0 comments: